C.A. Kaise Bante Hai Or CA Ke Liye Education Qualification Or Salary Ki Jankari Hindi Me

Hello dosto me aaj apko batauga ki hum CA kaise bante hai. Iske liye kya Qualification chahiye or ca ko salary kitni milti hai or private or government sector me ca ko job kaise milti hai jane is post me

Ca kaise bante hai


CA kya Hote Hai ?

CA ka pura name charted Account hai name se Hi pta chalta hai yh Account mange ka kaam krta hai Aaj har commerce student ka sapna hai ki wo ek acha CA bane. Ca Parkar ki company or bussines ke liye unke account or tax managment ka kaam krta hai


Education Qualification For charted Account

Candidate ko 12th me commerce me 50% or Art candidate ko 55% or science candidate ko 60 % hone jaruri hai

CA Ke Liye Exam Ki Tyari


Aap 12th clear karne ke baad sabse pahle aap common prolici test (CPT) Exam clear karna hota hai. Yh exam 200 marks ka paper hota hai jisme 4 subject hote hai
1.Account - 60 mark
2.Economic - 50 mark
3.Maths - 50 mark
4.Law- 40 mark
In ko sare subject me humko 30% lana jaruri hai

Uske baad IPCC ki tyari karni hoti hai IPCC ka paper 700 marks ka aata hai or isme 7 subject hote hai or sabhi subject ke paper 100 mark ke hote hai
1.Accounting
2.Bussiness Law
3.cost Account
4.taxation
5.Advance Account
6.Auditing Assurance
7.Information technology and Strategic managment
Uske baad aap 3year ki traning kar sakte hai jisko artical ship kahte hai

Last me CA Final hota hai isme 8 subject hote hai
1.Finacial Reporting
2.Strategic financial management
3.Advanced Auditing and professional ethics
4.Corporate and Allied law
5.advanced management accounting
6.information system control and Audit
7.Direct Tax Laws
8.Indirect Tax Laws

CA ke liye jobs

CA ko jobs milna bahut hi aasan hai. Har sal indian government charted Account post ke liye vacancy nikalti hai.jisme lakho log is job ke liye apply karte hai. CA ke liye government or private jobs dono field me bahut se jobs mil jayege.


CA Ko Salary kitni milti hai

CA field me job achi hone ke sath salary bhi achi milti hai. Ek ca ek months me 60000rs se 70000/- rupay salary milti hai. Yh uske telant or ka am par nirbhar karti hai.

Dosto aap ko meri yh Post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or technology se related questions ho aap hame kar
Disqus Comments