Navy officer Kaise Bante hai or Qualification kya chahiye jane hindi me

Hello dosto me aaj apko batauga ki hum kis tarah se navy officer ban sakte hai or navy officer banne ke liye kya karna chahiye or is job ke liye hum me kya quality or Qualification hona chahiye jane is post me

Indian navy me job kaise kare

Navy officer banne ke liye Qualification

Kisi bhi faculty se 60% mark ke sath graduation pass karke apply kar sakte hai. Lekin 12th me mathmetic or physics hona jaruri hai. Commission piolet licence (CPL) Holder ke pass DGCA india duwara jari present CPL hona jaruri hai. Iski website www.dgca.nic.in hai


Navy officer ke liye Age limit

Navy officer banne ke liye 19 year se 25 year hona chahiye


Indian Navy officer Selection process

Exam ke baad select candidate ko unki education Qualification ke aadhar par service selection board (ssb) interview ke liye bulaya jayega. Ssb interview ke liye 5 din ka time lagta hai. Jise 2 division me hota hai. Step -1 ka time 1 din ka hota hai. Or step -2 ka time 4 din ka hota hai. Step -1 me inteligente test , Picture perfection, or group discussion ke liye candidate ko tyar rahna hoga. Or step -2  me psychological test, Group task test or interview hota hai. Dono test pass karne ke baad candidate ko piolet apptitude battery test (PABT) or observe ke candidate ko Aviation medical examination se pass hona hota hai.


Navy officer ke liye Physical test

1. Male candidate ki height - 162.5 semi
2. Female candidate ki height- 152 semi


Navy exam ke liye apply kaise kare

Navy officer ke liye online apply kar sakte hai. Online apply ke baad related documents ke sath uska print out post kare
Box no.02 , sarojini nagar , new Delhi -110023 ke address par send kar de
Iski official website www.nausena-bharti.nic.in

Dosto aap ko meri yh Post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or technology se related koi problem ho to hame comment box me comment jarur kare
Disqus Comments