Mobikwik SuperCash Kya Hai Or Mobikwik Me SuperCash Ko Use Kaise Kare In Hindi

Hello dosto me aaj apko batauga ki super cash kya hai or isko Mobikwik me use kaise karte hai or is se kya benifit hote hai or iski validity kitne time ki hoti hai isko check karne ki Puri jankari is post me de rha hu

Mobikwik Kya Hai Or Iska Use Kaise Karte Hai Jane Is Post Me 


SuperCash use kaise kare

SuperCash Kya hai ?

Yh Mobikwik me purane cash back jesa hi hai. Yh offer/promo code/ coupon code se Super Cash mil jata hai. Jab offer/code use karte hai to super cash hamre Mobikwik wallet me credit ho jata hai.

SuperCash ko Mobikwik wallet me use kaise kare

Mobikwik me SuperCash ki sari process Automatic hoti hai. Aap total supercash ka 10% hi kisi bhi payment me use kar sakte hai example ke liye apne Amazon se 1000rs ke product purchase kiya or apke pass 400rs SuperCash wallet me hai. Aap sirf 960rs hi wallet balance payment hoga or 40rs Automatically SuperCash balance se payment ho jayega

Mobikwik Me Super Cash Expire Kab Hota hai


SuperCash 45days me Expire hota hai. Yh mahine ke aakhir time me hota hai. Example ke liye aapko 3 time SuperCash receive howa jese january 2017 ( jan1 jan15 jan31) toh sabhi SuperCash March 15 2017 me Expire ho jayege


SuperCash balance or validity kaise check kare

Aap Mobikwik me wallet option par click kar niche aajaye yha par apko total supercash show ho jayega. Aap statment par click kar SuperCash ki validity dekh sakte hai

Dosto aap ko meri yh Post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or technology se related questions ho aap hame comment kare
Disqus Comments