C.B.I Officer Kaise Bante Hai or Unke Liye kya Kare Puri Jankari Hindi Me

Hello Dosto Me Aaj Apko Batauga Ki Hum Kis Parkar Se C.B.I. Officer Ban sakte hai or Iske liye humko Kya Study or Tyari karni padti hai. Or C.B.I Officer Ke liye kya Qualification Hona Chahiye Or C.B.I Officer Ka Exam Pattern or C.B.I Officer Ko Kitni Salary milti hai jane Is Post Me
Cbi Officer Kaise Bane Or Qualification Chahiye


C.B.I Officer Kya Hai ?

CBI indian government ki panch pramukh Janch Agency me se ek hai. CIB ka kaam national interpol se jude huye alag alag Parkar ke mamlo ki janch karna hota hai. Yh karmik or parchishan vibhag ke andar kaam karti hai. Federal beoro of investigation or CBI Ke kaam milte julte hai. India ke liye CBI  hi Interpol ki adhikarik branch hai. CBI ki Sthapana 1 April 1963 ki D.P kohli ne ki thi . Baad me yh indian government ke garh mantralaya ke adim laya gya tha. CBI kinhi vishesh kaamo par high court ya high court  ke bulaye jaane par hi kaam karti hai.


Qualification Kya Chahiye CBI Officer Ke Liye


CBI Officer banne ke liye aapko CGPE  SSC (Staff Selection Commission) ka Exam pass karna jaruri hai.or CGPE SSC. Exam ke liye humko 55% se Graduation pass karni hoti hai. Tabhi hum CGPE SSC ka Exam ke liye Apply kar sakte hai.



Age Limit For CBI Officer

Candidate jis saal from Apply kar rha hai. Us saal ke january month ke candidate ki age 20-27 saal ke bich honi chahiye. St/sc category ko age limit me choot milti hai.


CBI Officer Ke Exam Ka pattern

CBI Officer ka Exam 2 bhago me hota hai. sabse pahle likhit exam jo total 400 Mark's ka hota hai. Uske baad interview hota hai. Interview total 100 Mark's ka hota hai . Interview me Herbal Intelligence and Reasoning, General Awareness, Numerical Aptitude Ke Topic Par sawaal puche jate hai


CBI Officer Banne Ki Tyari Kaise Kare ?

CBI Officer Exam sabhi hard Examo me se ek hai. Isliye apko utni hi jyada mehanat bhi karni hogi jyada se jyada mehanat kare. Padai karte time apna mind sirf Study par hi focus rakhe. Apna time prabandh sahi kare padai ke liye sahi time table banaye or uske anushar padai kare. Practice kare jyada jitna jyada practice karege utna jyada hi apki practice hogi. Ek din me kam se kam 10 se 12 hours padai kare. Is exam ke liye apne senior ki madad le jab kahi par apko samaj me na aaye apke senior se puche.

Dosto aap ko meri yh post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or aap is post me koi problem ho hame comment kare
Disqus Comments