Hello Dosto Me Aaj Apko Batauga Ki Hum Kis Parkar Se Ek Laywer Or Advocate Ban Sakte Or Uske Liye kya Qualification Chahiye or Konsi Degree Se Hum Lawyer Ban Sakte Hai Or Lawyer Banne Ke baad hum Kon Konsa kaam Kar sakte Hai. Lawyer Banne ke liye Hum Ko LLB Ki Degree Honi Chahiye. LLB Se hum Advocate Ban Sakte hai.
LLB Ke baad Hum Bahut Se job kar sakte hai jinme Advocate, Company Secretary, Deputy Legal Adviser, Assistant Adviser, District and Session judge, Legal Advisor, Law Reporter, Notary , Trustee, Oath commissioner, public prosecutor, Law Officer, Solicitor, Teacher etc ka kaam kar sakte hai
Dosto Aap ko Meri yh post kaisi lagi aap hame comment box me comment jarur kare or aap is post me koi bhi sawal ho aap hame comment box me comment kare
LLB Degree Kya hai ?
LLB Ek Parkar ka Education lawyer Degree hai. Is Degree ke andar student ko Rule Of Law ki sari jankari di jati hai. Or kanun vyvastha ke bare me bataya jata hai. LLB 3year ka course hai ab uy Degree 2 bhago me divided ho gya hai. Ek 3year ka course hai. Or ek 5 year ka course hai jinme 3year me LLb hoti hai Or 4 year BA+LLB hoti hai.LLB ke Liye Kya Qualification Chahiye
Agar aap LLB karna chahte hai toh apko goverment ya private college se 45℅ Mark's ke sath graduation complete karna hota hai. Ek baar graduation karne ke baad aap LLB Ka Course Kar Sakte hai. LLB karne ke baad aap Private Field se bhi achha kaam kar sakte hai.
LLB ke Baad Jobs Kya Kare
LLB Ke baad Hum Bahut Se job kar sakte hai jinme Advocate, Company Secretary, Deputy Legal Adviser, Assistant Adviser, District and Session judge, Legal Advisor, Law Reporter, Notary , Trustee, Oath commissioner, public prosecutor, Law Officer, Solicitor, Teacher etc ka kaam kar sakte haiDosto Aap ko Meri yh post kaisi lagi aap hame comment box me comment jarur kare or aap is post me koi bhi sawal ho aap hame comment box me comment kare