Hello dosto me aaj apko Batauga ki hum IPS Officer Kaise Bante Hai Or Ips Officer ke liye kya Qualification Chahiye or ips Officer ke job ke liye konsa exam hota hai or Training kaise hoti hai or interview ki jankari is post me Batauga
Height :- Man ki Height kam se kam 165 centimeter honi chahiye. 160 centimeter ke Sc/OBC candidate bhi Apply kar sakte hai.
Women:- Women ki Height 150 centimeter honi chahiye. 145 centimeter ki Sc/OBC women apply kar sakti hai
Chest/chati :- man ke liye kam se kam 84 centimeter honi chahiye. Or Women ke liye kam se kam 79 centimeter honi chahiye.
Eyes Side:- ankho ka vision 6/6 ya 6/9 hi hona chahiye.
Ips Officer me post ki niyukti ke liye. UPSC aayojit s.civil service exam clear karna hota hai. Is Exam ke do diveded me hote hai.
1. Primnery Exam 2. Main Exam
1. Primnery Exam:- isme Exam 200-200 Mark's ke 2 paper hote hai. Dono hi paper me objective type sawal puche jate hai.
2. Main Exam :- civil Service ke main Exam me likhit Exam or interview samil hai. Likhit Exam me total 9 pepar hote hai. Jinme 2 paper classification or 7 paper merit list ke liye hote hai
Main Exam clear karne ke baad hum ko personal interview hota hai. Yh interview lagabhag 45 mint ka hota hai. Interview ek penal ke samne hota hai. Interview ke baad merit list teyar ki jati hai. Merit list banate time classification paper ke number nahi joda jata hai. UPSC Exam clear karne ke alawa state PSC Exam pass karke bhi Ips Officer bna ja sakta hai.
Selected candidate ko ek saal ki Training ke liye pahle mesuri or fir hydrabad bheja jata hai. Bhaki police Officer ko indian dand sahita , special law or criminology ki Training di jati hai, Or Officer ko fizical traning bhi di jati hai
Aap ko meri yh post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or aap is post me koi problem aaye toh aap comment jarur kare
IPS Officer Job Kya Hoti Hai
India police me class one officer yani Ips Officer banne ke liye civil service exam clear karna hota hai. UPSC (Union Public Service Commision) har saal is Exam ko condect karti hai. Har saal lakho candidate is Exam dete hai. Lekin sirf kuch logo ka hi final selection hota hai.
IPS Officer Ke Liye Qualifications
Height :- Man ki Height kam se kam 165 centimeter honi chahiye. 160 centimeter ke Sc/OBC candidate bhi Apply kar sakte hai.Women:- Women ki Height 150 centimeter honi chahiye. 145 centimeter ki Sc/OBC women apply kar sakti hai
Chest/chati :- man ke liye kam se kam 84 centimeter honi chahiye. Or Women ke liye kam se kam 79 centimeter honi chahiye.
Eyes Side:- ankho ka vision 6/6 ya 6/9 hi hona chahiye.
IPS Officer Ka Exam Kaisa hota hai
Ips Officer me post ki niyukti ke liye. UPSC aayojit s.civil service exam clear karna hota hai. Is Exam ke do diveded me hote hai.1. Primnery Exam 2. Main Exam
1. Primnery Exam:- isme Exam 200-200 Mark's ke 2 paper hote hai. Dono hi paper me objective type sawal puche jate hai.
2. Main Exam :- civil Service ke main Exam me likhit Exam or interview samil hai. Likhit Exam me total 9 pepar hote hai. Jinme 2 paper classification or 7 paper merit list ke liye hote hai
IPS Officer Ka interview Kaisa hota hai
Main Exam clear karne ke baad hum ko personal interview hota hai. Yh interview lagabhag 45 mint ka hota hai. Interview ek penal ke samne hota hai. Interview ke baad merit list teyar ki jati hai. Merit list banate time classification paper ke number nahi joda jata hai. UPSC Exam clear karne ke alawa state PSC Exam pass karke bhi Ips Officer bna ja sakta hai.
IPS Officer banne ki Training
Selected candidate ko ek saal ki Training ke liye pahle mesuri or fir hydrabad bheja jata hai. Bhaki police Officer ko indian dand sahita , special law or criminology ki Training di jati hai, Or Officer ko fizical traning bhi di jati haiAap ko meri yh post kaise lagi aap hame comment box me comment jarur kare or aap is post me koi problem aaye toh aap comment jarur kare