Kisi Bhi Website or Bloge Template Kaise Pata Kare In Hindi information

Hello dosto me aaj aapko batauga ki hum  kisi bhi  website ka templet kese pta kar sakte he aksar hota yah hai ki jab hum koi website ya blog banate hai to shuru me hamara adhiktam samay theme or template choose karne me hee chala jata hai, theme selection ke Time hume agar kisi website ya blog kee theme pasand aa bhi jata hai to hume vah theme pata karne ke liye us website ke owner se pata karna padta hai ya fir vah them hume internet par dhundna padta hai aaj mai aapko ek aise trick bata raha hu jisse aap kisi bhi website ya blog  ki templet pata kar sakte hai.


Isme do Step hoti he 

1.agar wbsite blog par ho to templet pta karna
2. agar website Wordpress par templet pta karna



Step 1
 agar website bloge par he to hum us templet ka pta karene ke liye ye sstep follow karni padati he

Step 1: Sabse pehle aap us Website ya Bloge par jay jiska aap template janna chahte hai.

 Step 2: Phir Computer ya laptope me  CTRL + U  Press kare

 Step3:  Ab Naya tab khulega waha par aapko Ctrl+F daban hoga phir ek search box khul jayega aur waha par aap Blogger Template search kare.

Website or Bloge  Template Kaise Pata Kare



Step 4: Ab waha par Blogger Template highlight ho kar dikhega aur usko niche uss template ka name likha hoga.




Wordpress Blog Ka Template Kaise Pata Kare?

Step 1: Sabse Pehle Iss Website  wpthemedetector  par jaye.

Step 2: Uss Website ka URL  likhe fir Expresiv the magic of WPTD par click kar de


Website or Bloge  Template Kaise Pata Kare


Agar wo website Wordpress par hogi to aapko uska theme pata chal jayega aur agar wo Blogger pe hogi to wo pata nahi kar payega.To iss samay niche diya gaya tarika istamal kare.
 us ke liye aap ko Step 1 ko follow karna padega 

 dosto agar aap koi bhi tecnology sambandit koi sawal ho to hame commet box me comment kare hum aapki help karne ki kosis karege                                                                                                                            


Disqus Comments