Internet-Bots:Kya Hai Facebook bots full information Hindi

Internet Bots Kya hote he

 
internet-Bots

internet Bots kya hote he ?

hello dosto me aaj aapko batuga ki internet bot kya he or inter net bots se hame kya faida milta he or ye hamra kaam aate he

 
Internet-Bots:Kya he Hindi Me Jane






Bot ko web bot,  Chat bot,  Chat Robot, internet bot ya sirf bot ke name se bhi jana jata he ! bots Message ka jawab  dene wla ek khas program hota he !  is ko  khash servise ke liye desing kiya jata he example ke liye Shoping ke liye Shoping bost he  ! bots se aap ek  cheting platform  par apni jarurat ko pura kaam kar sakte he  ! alag alag bots  se alag alag chijo ke bare me jankari le sakte he  !   jab  hum  chat  or messaging apps   jese  example ke liye whatsapp , facebook se hum chat karte time  hum ko kuch bhi pta karne ke liye google kholna padata he par hum bots ki maddat se hum ko bar bar  website ya  softwear kholna nhi pdata  he hum bots ki upyoge kar sakte he  chat karte hoye  hum shoping bots par jakar hum  chat karke  y a us verity ya rang se jude sawal puch sakte he  fir  hum shoping ka   bots  order ko post karne ke liye link  chat par dega  is par jakar b payment kiya ja sakega   is trah texi   app jakar texi book karne se behter he apne messaging  aap ke ander hi bot par jakar texi book kare   is se nhi app par  jane ki janjat   hogi  or nhi bar bar click karne ki tension 

 simple sabdo me bots ek parkar ka chetting app he jis se hum hum cheting kar ke internet ka pura kam kar sakte he jisme hum shoping movie  facebook whatsapp  sab kam kar sakte he 





Bots baanne ka tarika 

Bots usi Tarah banta he jese Website or App  banaye jate he  !koi n bhi softwear  programer apne hisab se us ko desing kar sakta he ! Bots ko  banane  me kafi mehnat  or takniki jankari honi chahiye   lekin kuch company me ese platform  bna diye  he jin  par aasani se coding kar ke jarurat ke hisab se bots banaye  ja sakte he  !Facebook , kick, jesi company  Bots banane ke liye paltform de rhi he  ye


platform softwear  coding ka ek  set layout  hota he  isme  jarurat ke mutabik program  me change karke apne hisab se costmized kar sakta he  or istemal me le sakta he 






 
Facebook Bots kya he
Internet-Bots:Kya he Hindi Me Jane




Facebook ab brand or users ke bich   ke bots se badlaw ki n kosis  kar rha he  90 cror users facebook ke bots  se cheting  ke doran hi har jankari prapt kar sakte he Bots me sampurnd batchit ho sakti he  bots mosam  se lekar Traffic update jese autometic subcription  content uplabhd  kra sakta he is ke alawa comunication  ko costmized karwa sakte he  Facebook me bhi Bots ka upyoge ho rha nhe 


  dosto agar aap koi bhi tecnologyn or bots sambandit koi sawal ho to hame commet box me comment kare hum aapki help karne ki kosis karege









Disqus Comments