Mobile Internet Speed Kese Badaye Realiance Jio Airtel Idea Vodafone 4G Oprater Ki 100% working Tarika

dosto me aaj aapko batauga ki hum kis tarah se apne mobile me 4G sim ki internet speed bada sakte hai jis se aap ko internet chlane me aasani hogi dosto aap ne ky baar dekha hoga ki hum jab mobile me internet chlate hai or hamare pass 4G wala data hone ke par bhi hamara internet 2g jesi speed deta hai or ham isse bahut pareshan hote hai isliye me aaj esi trick laya hu jisse aap apne internet ki 2G speed Ko 4G Me Chala sakte hai yh bahut hi aasan tarika he jisse aap internet speed ko increas kar sakte hai


2G Speed Ko 4G Speed Me Kaise Change Kare ?


yh Ek bahut hi simple trick Hai sabse pahle aap Mobile Ko Restart Kare
Ab Aap apnr mobile ki Setting Ko Open Kare or Setting Me aap Mobaile Network par Click kare



Access Point Ko Change kare



Ab Aap Access Point Par Click Kare Or Or Asses point ke edit ko open Kare


Ipvs4 Ko change Kare



Access point Name me Hum Ko Apn protocol or Apn Roaming Protocol par click karna hai or IPv4 par click karna hai


LTE Mode Select Kare



fir aap ko Bearer par click kar ke LTE select karna hai


internet Setting ko save kare




fir last me Save kar de

save karne ke baad aap internet chlaye aap ki internet speed increas ho jayegi

dosto aap ko meri ye post kaise lagi aap hame comment box me comment kare or aap ko is setting me koi bhi problem aaye aap hame comment box me comment jarur kare



Disqus Comments