Time Travelling Kya Hota Hai Or Kaise Kare Time samay Me Safar Ke Tarike

Dosto me aaj apko batuga ki  samay me Safar kya hota hai or samay me safar kis parkar se kar sakte or is ke tarike konse hai time travelling ko karne ke liye kya kare is ki full information Hindi Me

Time or samay me safar ke tarike

Time Travel Kya Hota HaI

Time Travel ka matlab hota hai samay me safar karna samay me safar se future me ja sakte hai time travelling see hum future me 50 sal aage ja sakte he technology me bahut se vikas huye he par is samay hum time travel nahi kar sakte hai lekin kuch visheshgyo ke theory or sidhant se yh possible ho sakta he jinko aaj hum is post me samje ge samay me safar par bahut si movie and film bani hai jinme 24 movie, Hot Tub Time Machine movie, Back to the Future films, etc samil he


Samay me Safar Ke Tarike

1 Light Of Speed
2 Black Hole
3 Worm Hole



Time Travel Kaise Kare


Time travel kaise kare



Light of Speed :- jab koi person light ki speed se chlta hai toh uske liye time  (samay) dhree ho jata hai or agar wo person antriksh me dharti ke sabse karib wale tare tak light ki speed se pahuch jaye toh uske liye pahuchne me sirf 8 minutes lagege or vh wapas darti par return aayega tab tak darti par 8 sal ho chuke hoge is se hum future me Ja sakte hai lekin iske liye annat urja ki awashyak hoti hai

Samay me safar kese kare



Black Holes :- Stepin Hocking ke anushar black hole ek parkar se Time Machine Ka kam karte hai black hole se hum future me pahuch sakte hai iske liye hum ko antriksh me black hole ke charo or chkar lagana hota hai kyuki black hole time ko dhree kar dete hai  agar hum man le ki 2 space sip 1 hai jinme ek spacesip antriksh me hai or dusri spacesip black hole ke charo or chkar laga rhi jo sapacesip black hole ke charo chkar laga rhi or jo dusri sapacesip me bethe logo ke mukable unki umar aadhi ho jati agar yh spaceship lagatar 10 sal tak chkar lagaye toh wh spacesip ke log future me pahunch sakte hai lekin yh wapas darti par aane ke liye koi rasta nahi rhega

Time or samay par control kese karte


 Worm Holes :- Austin ke General Relativity  theory ke anushar worm hole bhramand me ek surang jese hote hai yh surang time ko dhree kar deti he yh surang shortcut Ternel ke tarah kaam karte hai hum in surang me hum lakho crodo  ka sayam safar kar sakte hai or future me pahunch sakte he




Dosto aap ko meri post kaisi lagi aap comment box me comment kar sakte hai



Disqus Comments